Aayi re aayi heena aayi...
Aayi re aayi heena aayi... Payal ki chan chan saath mein laayi Aayi re aayi re,heena aayi..... Sarvar ke dil ki rani aayi Black coat wale lawyer ki jaan, Aaj bane dono ek armaan Tabassum ki aankhon ka noor hai woh, Ma ki duaon ka suroor hai woh… Haji ke dil ka armaan hai, Unki chhoti si pehchaan hai… Zoheb ki hasi ki wajah thi jo, Aaj uski aankhon ka aansu bhi woh Namra ki hansi ka raaz hai woh, har khushi mein uska saath hai woh… Namra Aeraf sakina Afshin chill,Heena rahegi pagal still Shadi ho ya lab ka scene Heena rahegi comedy queen
00:00 / 00:00