arish ka hai mousam

arish ka hai mousam

Male Voice

00:00 / 00:00

Your friends are using AiMusic.la to generate music, listen to it! You can also generate your own music!

Lyrics

arish ka hai mousam chale thandi hawa konay pai gali ke koi hai khara Haaaaaan.. maine car roki kaha mousam bura boli wo sharam sai nahi shukria abhi kuch lamhon main bus aati hi hogi kisi nai jo dekha badnami hogi barish ka hai mousam chale thandi hawa phir aik roz main aik party main gaya nazar mujh ko ayee wohi dilruba maine paas jaa kay dheeray sai kaha hello! to wo boli mujhay kuch kaha main thora sharam sai peechhay hath gaya socha ishq maangay baray imtihaan Barish ka hai mousam chale thandi hawa konay pai gali ke koi hai khara Haaaan… maine paas jakay dheeray sai kaha hello to wo boli mujhay kuch kaha abhi kuch lamhon main bus aati hi hogi kisi nai jo dekha badnami hogi [Barish ka hai mousam chali thandi hawa konay pai gali ke koi hai khara] 2x