Aitebaaar bhi aahi jaaye ga
Calmness,Ear candy,Tender,Slow,Male singer,Peaceful,Romantic
00:00 / 00:00
Lyrics
Aitebaaar bhi aahi jaaye ga
Milo to sahi
Raasta koi mil hi jaaye ga
Chalo to sahi, chalo to sahi
Aitebaaar bhi aahi jaaye ga, aahi jaaye ga
[Verse 1]
Dhoop mein khara jal raha houn main
Saaya do mujhe, yeh mera junoon
Yeh meri jalan, hai meri saza
Meri yeh thakan keh rahi hai kya?
Suno to sahi, suno to sahi
[Chorus]
Aitebaar bhi aahi jaaye ga, aahi jaaye ga
[Verse 2]
Kya huwa agar zindagi zara ulajh si gayi?
Socho to zara
Jangalon mein bhi raastey to hain
Humein bhi koyi mil hi jaaye ga
Chalo to sahi, chalo to sahi
Pyar vyar bhi ho hi jaaye ga
[Chorus]
Milo to sahi
Raasta koi mil hi jaaye ga
Chalo to sahi, chalo to sahi
Aitebaar bhi aahi jaaye ga, aahi jaaye ga